MD SHAMSUJJOHA

ALL KNOWLEDGE

1 / 3
ایم ایم شمیم قاسمی منزل
2 / 3
Caption Two
3 / 3
Caption Three

Salam Karne Ke Faide

======================
Hazrat Muhammad (sallaallahu alaihi wasallam) se pucha gaya ke kaun sa islam behter hai?
Aapne farmaya ke - tum Khana khilao aur salam karo, jisko Pehchante ho usko bhi aur jisko Nahi Pehchante usko bhi.
(Bukhari,Muslim).
bhaiyo, salam karne ke faide bahut hain, lekin anjan momin ko salam karna to door hum jaan-pehchan ke logo ko bhi salam karne se bachte hain, lekin upar ki hadees se humko salam ki ahmiyat pata chal gai, isliye aaj se pakka irada kariye ke koi bhi momin saamne aaega to usko salam karenge. chahe wo humse chhota ho ya bada, karege na inshaAllah.